Famous Dialogues from Movie – Anand (1971)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Anand released in year 1971

Babumushoi, zindagi badi honi chahiye … lambi nahin

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Life
——-

Babumushoi, zindagi aur maut upar waale ke haath hai … usse na toh aap badal sakte hai na main … hum sab to rangmanch ki kathputliyan hai jinki dor upar waale ki ungliyon mein bandhi hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Life, Death, Drama
——-

Jab tak zinda hoon tab tak mara nahi … jab mar gaya sala main hi nahi

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Death, Inspiration
——-

Hum aane waale gham ko kheench taan kar aaj ki khushi pe le aate hai … aur us khushi mein zehar ghol dete hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Happiness, Sadness
——-

Kab, kaun, kaise uthega … yeh koi nahin bata sakta hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Death
——-

Maut toh ek pal hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Death
——-

Jeena toh Bambai mein … marna toh Bambai mein

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in City & Places
——-

Yeh bhi toh nahi keh sakta … meri umar tujhe lag jaye

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Anand mara nahi, Anand marte nahi

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Death, Drama
——-

Maanta hoon ki zindagi ki taqat maut se zyada bhadi hai … lekin yeh zindagi kya maut se bhattar nahi

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Life, Death, Drama
——-

Marte marte chela guru ko jeena sikha gaya

by Johnny Walker
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aaj tak tum bolte aaye aur main sunta aaya … aaj main bolonga aur tum sunoge

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Maut tu ek kavita hai … mujhse ek kavita ka vaada hai milegi mujhko … doobti nabzon mein jab dard ko neend aane lage … zard sa chehra liye chaand ufak tak pahunche … din abhi paani mein ho raat kinaare ke kareeb … na andhera, na ujala ho … na abhi raat, na din … jism jab khatam ho aur rooh ko jab saans aaye … mujhse ek kavita ka vaada hai milegi mujhko

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Poem, Death

In case there are some dialogues missed from the movie Anand (genre: Drama) from 1971, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *