Famous Dialogues from Movie – Agneepath (1990)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Agneepath released in year 1990

Dushman se agar fayda ho … toh usko apna dost banalo

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Friendship
——-

Vijay Dinanath Chauhan … poora naam

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Sawaal jis zabaan mein kiya jaye … jawaab us hi zabaan mein dena chahiye

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Is duniya mein tarakki karne ke liye … na bolna bahut zaroori hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Galat cheez banaya telephone … udhar se aadmi soochta kuch hai, bolta kuch hai, karta kuch hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Kehne ko yeh shehar hai, sirf kehne ko … par idhar jungle ka kanoon chalta hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Law & Order
——-

Waqt pe pahunchneka apna purana aadat hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Time
——-

Idhar har taqatwar apne se kam ko maarkar jeeta hai malum? … maarkar

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Apna ussool kehta hai … har galati ki saza maut hai … sirf maut!

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Death, Action
——-

Apna ussool kehta hai … jab dushman ki umar badh jaaye toh usse dosti karlo … apni umar badh jaati hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Friendship, Life
——-

Aaj shaam che bajhe maut ke saath apna appointment hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Death, Drama
——-

Manzil ko paane ke liye insaan jab apne hi aasoon, khoon aur pasine mein lat-pat ho jaata hai … toh mushkilen uska raasta kabhi nahi rok sakti

by Alok Nath
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
——-

Kamzor ki dosti … taqatwar ke vaar ko kam kar deti hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Drama
——-

Yeh che foot ka body ludkane ke liye char inch ka goli kam pad gaya malum?

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Action
——-

Sachchai ke raaste par chalne waalo ko … duniya ki parwah nahi karni chahiye

by Alok Nath
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, World & Universe, Drama
——-

Buzdil hota hai woh insaan joh doosre ke bataye huye paap ke raaste par chalkar … apni sharafat ko apne pairo tale raund daalta hai

by Alok Nath
categorised in World & Universe
and also in Drama, Truth & Honesty
——-

Is duniya mein zinda rehne ke liye … bhigda hua hona bahut zaroori hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Andhere ko agar mitaana ho … toh diye ko apne sarr mein aag lagani padti hai

by Alok Nath
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Apna ussool kehta hai … daayen haath se jurm karo … baayen haath ko pata bhi na chale

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Crime, Drama
——-

Sirf tere haath hi nahi … tera shareer, teri aatma, sab maile ho chuke hai

by Rohini Hattangadi
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Maine tumhe maa ke kadmo ke neeche swarg dhoondne ka paath padaya … aur tum tawaif ke kadmo ke neeche nark dhoondne chale aaye ho

by Alok Nath
categorised in World & Universe
and also in Parents, Drama
——-

Insaan bhi pehle janwar tha … sadiyan lagi usse janwar se insaan banne mein … lekin tujhe insaan se janwar banne mein zara bhi waqt nahi laga

by Rohini Hattangadi
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Drama
——-

Tum apni maut ki taraf chal nahi … balki daud rahe ho

by Vikram Gokhale
categorised in World & Universe
and also in Death, Drama
——-

Agar aaisa ho gaya toh apna khopdi phir jayega … aur tumhara mundi kat jayega

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Action
——-

Apna ussool kehta hai … agar fayda ho toh jhoot ko sach maan lo … dushman ko dost bana lo

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Friendship, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Agneepath (genre: Action) from 1990, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *