Famous Dialogues from Movie – Afsana Pyaar Ka (1991)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Afsana Pyaar Ka released in year 1991

Judai ka gham jitna hoga … milan ka mazaa utna hi zyada hoga

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Khoobsurati ki tareef toh dekhte hi ki jani chahiye … chahe woh koi ladki ho ya koi haseen phool

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance, Women, Flowers & Trees
——-

Mauke diye nahi, liye jaate hai … jahan bhi mil jaye

by Rakesh Bedi
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Daulat se kai zyada ooncha darja us insaan ka hota hai … jiske usool aur adarsh oonche ho … aur jinhe banaye rakhne ke khatir woh badi se badi qurbani de sakta hai

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Money, Inspiration
——-

Josh mein mat aao varna hosh kho baithoge

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Daulat mein hi woh taqat hai joh har sapna, har umeed, har umang ko haqeeqat mein dhaal sake

by Kiran Kumar
categorised in World & Universe
and also in Money, Dreams

In case there are some dialogues missed from the movie Afsana Pyaar Ka (genre: Romance) from 1991, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *