Famous Dialogues from Movie – Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo (2004)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo released in year 2004

Kiski majaal joh chede dilair ko … gardish mein gher lete hai geedar bhi sher ko

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Courage, Animals & Birds
——-

Ab ke saawan mein yeh shararat hamare saath hui … hamara ghar chodke saare shehar mein barsaat hui

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Weather, House
——-

Aasmaanon se kaho agar hamari udaan dekhni ho, toh apna kad aur uncha karle … husn waalon se kaho ki agar ishq dekhna ho, toh humse aake mile

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Maa ke doodh mein toh dum hota hi hai … chahe woh Hindustan ki ho ya Pakistan ki

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Courage, Parents
——-

Mana ki tu ek insaan hai sari duniya ke liye … magar sari duniya hai kisi ek insaan ke liye

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, World & Universe
——-

Hoon main parwana magar koi shamma toh ho raat toh ho … jaan dene ko hoon haazir, koi baat toh ho

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Mohabbat rang lati hai jab dil se dil milte hai … mushkil toh yeh hai, ki dil badi mushkil se milte hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Aao jhuk kar salaam kare unhe jinke hisse mein yeh mukaam aata hai … kis kadhar khush naseeb hai woh log … khoon jinka watan ke kaam aata hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Patriotism
——-

Tirchi nigaahon se na dekh aashiq-e-dilgir ko … kaise teerandaz ho tum, zara seedha toh karlo teer ko

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Jab uska haath mere haath mein aata hai … do hatheliyon ke beech ek Taj Mahal ban jaata hai

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Kya sametega hum mein yeh waqt ka gehra dariya, hum kinaro se ubharne ka hunar jaante hai … seedhe haatho ne joh kheenchi hai lakeerein tedhi, un lakeeron par chalne ka hunar jaante hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Inspiration, Time
——-

Maut ke mandiyon mein ja-jakar apne beto ki boliyan di hai … desh ne jab bhi ek sar manga, humne bhar-bharke jholiyan di hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Patriotism, Life
——-

Dil mein hasratein pehda is liye hoti hai … ke ek din poori ho sake

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Jis desh mein pehda hue ho tum, us desh ke agar tum bakht nahi … nahi piya doodh maa ka tumne, aur baap ka tum mein rakht nahi

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Patriotism, Parents
——-

Humne bahut dekhe hai ishq mein jaan dene waale … par kya karen huzoor aashiqui dillagi nahi hoti

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Humse woh jhoot bolkar sharma rahe hai kyun … thodi bahut jhoot ki aadat sabhi ko hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Lies & Cheating, Romance
——-

Duniya ka aitbaar karen bhi toh kya kare … aasoon bhi apni aankh ka apna na hua

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Drama
——-

Zindagi kamaal hoti hai … ulhaj jaaye toh jaan lele … sulhaj jaaye toh bemisaal hoti hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Life, Drama
——-

Soocha tha khatir karenge hum bemisaal teri … woh dekh tere ghar waale aa gaye hai utaarne khaal teri

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Family, Comedy
——-

Pyar karne waalo ke dil aur jaan kab ek doosre ke ho jaate hai … unhe khud pata nahi chalta

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Na jagde hum apas mein, jagadkar toot jayenge … tumhara aaina hum hai, humara aaina tum ho

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Drama
——-

Tu bhola bhala hai dil, bekaar rulaya jayega … in shok haseeno se milkar, wallah bahut pachtayega

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Koi toh jalwa Khuda ke vaaste deedar ke kabil dikhai de … sangdil toh mil chuke hai sainkado … koi ail-e-dil toh dikhai de

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Khel ke maidan mein jeetna bhi koi jeetna hai … asli jeetna toh jung ke maidan mein hota hai … us samay maaro ya maare jao

categorised in World & Universe
and also in Victory & Success, War & Battle, Action

In case there are some dialogues missed from the movie Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo (genre: War, Drama) from 2004, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *