Famous Dialogues from Movie – Ab Tak Chhappan 2 (2015)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Ab Tak Chhappan 2 released in year 2015

Upar waale ne insaan ke shareer mein nau chhed kiye hai … do kaan ke, do naak ke, do aankh ke, ek mooh ka … baki ke do tu jaanta hai … sapne mein bhi galat socha na, dusva chhed kar doonga

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Action, Rowdyism
——-

Ghar mein hai bas chhe hi log … chaar deewarein, chatt aur main … raat sahuli ek saheli, gora chitta din hai dost … ghar mein hai bas chhe hi log … tehelne nikle tanha parchai, main bhi uske peeche chaloon … neele ambar ke kagaz par panchi hokar chitra banoon … indradhanush ki tirchi daali par chipki geeli geeli aus … ghar mein hai bas chhe hi log … chaar deewarein, chatt aur main

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Poem, House
——-

Force kisi ke baap ki jagir nahi hai … force ki apni ek dignity hai … us dignity ko barkarar rakhna hamari zimmedari hai

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Police
——-

Gandhiki jab tak deewar par the humne haar pehnaye … note par aa gaye, humne jeb mein daal liye

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Money
——-

Once a cop, always a cop!

by Mohan Agashe
categorised in World & Universe
and also in Police
——-

Ek shehar mein do gangs nahi honi chahiye … varna doosri gang ka istamal koi teesra karta hai

by Vikram Gokhale
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

What you perceive is your reality, what I perceive is my reality … there is no reality as such … there are only perceptions

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Force se zyada, joh log force mein hai woh important hote hai … aur hamara system hamesha joh log is kaam ke liye bane hai, unko nazar andaz karke … un logon pe kaam saunpte hai, joh us kaam ke maaine bhi nahi jante

by Mohan Agashe
categorised in World & Universe
and also in Police, Government
——-

Isse kehte hai politics … har cheez ka sahi waqt par, sahi dhang se istamal karne ka hunar hona chahiye … joh achcha chal raha hai usse bhigaadna aana chahiye … joh bhigad raha hai usse sudhaarna aana chahiye

by Vikram Gokhale
categorised in World & Universe
and also in Politics

In case there are some dialogues missed from the movie Ab Tak Chhappan 2 (genre: Crime, Drama) from 2015, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *