Famous Dialogues from Movie – Aaye Din Bahar Ke (1966)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Aaye Din Bahar Ke released in year 1966

Teri tasveer mein tujhse bhi ek khoob nirali hai … lipat lo jitna jee chahe, na gussa hai na gaali hai

by Rajendra Nath
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, Comedy
——-

Sarkari sadak hai yeh tera ghar toh nahi hai … hum kyun na kare ishq, tera darr toh nahi hai

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Government, House
——-

Pyar ki raah mein na kadam rakhne se pehle socha jaata hai … na kadam rakhne ke baad

categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Daulat kabiliyat nahi paida kar sakti … magar kabiliyat daulat pehda kar sakti hai

categorised in World & Universe
and also in Money, Inspiration
——-

Nigahein woh ki raahgiron pe jinke vaar hote hai … yeh achchi sooraton waale musafir maar hote hai

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Raah par unko laga laye toh hai baaton mein … aur khul jayenge do chaar mulaqaton mein

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Na jaane log lakhpati crorepati kaise ban jaate hai … apna toh pati banana mushkil ho raha hai

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Money, Husband & Wife, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Aaye Din Bahar Ke (genre: ) from 1966, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *