Famous Dialogues from Movie – Aatish: Feel the Fire (1994)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Aatish: Feel the Fire released in year 1994

Zindagi jeene ka mazaa tab aata hai … jab maut ki ungliyan thamkar bhaga jaye

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Life, Death, Action
——-

Zindagi mein toofan aaye, qayamat aaye … magar kabhi dosti mein daraar na aane paye

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Life, Weather
——-

Zindagi mein jab sirf ek hi raasta bacha ho … toh kya galat aur kya sahi … koi mainey nahi rakhta

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Kuch log aaise hote hai joh pehli baar milne pe bhi ajnabee nahin lagte

by Raveena Tandon
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Jab zindagi ki gaadi ishq ke platform par jaakar atak jaye … toh uss gaadi mein thoda sa shaadi ka petrol dal dena chahiye … toh gaadi aage badh jati hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Transportation, Life, Romance
——-

Main tujhe maroonga nahi … main tujhe aaisi sazaa doonga ki tu roj marega

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Action, Drama
——-

Haq usko hota hai jiska kabza hota hai

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Bambai ki sari ladkiyan tere do by do dil mein bhari padi hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Comedy
——-

Agar mohabbat ka mausam theek nahi raha toh yeh apne apne ghar jayenge … aur agar mohabbat ka mausam theek raha toh phir yeh gana gayenge

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance, Weather, Comedy
——-

Joh talwaron se bach jaate hai … woh aksar phoolon se kat jaate hai

by Raveena Tandon
categorised in World & Universe
and also in Flowers & Trees, Drama
——-

Sirf khoon ke rishtey se koi bhai nahi ho jata … bhai ek adarsh hota hai, mujrim nahi … bhai Ram hota hai, Ravan nahi

by Atul Agnihotri
categorised in World & Universe
and also in Family, Thief & Criminal, Religion & God

In case there are some dialogues missed from the movie Aatish: Feel the Fire (genre: ) from 1994, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *