Famous Dialogues from Movie – Aashiq (2001)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Aashiq released in year 2001

Kya bachon ki tarah cricket khel rahe ho? … khelna hai toh mere kaale kaale lambe baalon se khel … mere reshmi dupatte ke aanchal se khel … mere khwabon mein aakar mere khayalon se khel

by Karisma Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games, Clothes & Shoes, Dreams
——-

Tumne toh bina petrol ke mere dil mein woh aag laga di hai … jisse samundar bhi nahi bujha sakta

by Karisma Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Romance, Comedy
——-

Kiski nass mein kitna khoon hai … yeh khooni bhediya achchi tarah jaanta hai

by Rahul Dev
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Animals & Birds
——-

Aaj main teri khaal hi nahi … khaal ka ek ek baal bhi noch daloonga

by Mukesh Rishi
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Tera ek ek aasoon mere liye bada bada samundar hai

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Sadness
——-

Jis din tu mere hatthe chad gaya … samajhna us hi din tu sooli par chad gaya

by Mukesh Rishi
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Magarmach ke mooh se shayad gosh ka tukda nikalna aasaan hai … lekin Baburao jisko apne daanton mein daboch le na … usse na toh aaj tak koi chhuda paya hai aur na chhuda payega

by Rahul Dev
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Animals & Birds

In case there are some dialogues missed from the movie Aashiq (genre: Action, Comedy) from 2001, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *