Famous Dialogues from Movie – Aap Mujhe Achche Lagne Lage (2002)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Aap Mujhe Achche Lagne Lage released in year 2002

Main tumhara haath kabhi nahi chhodunga … aaj nahi, abhi nahi, kabhi nahi

by Hrithik Roshan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Kehte hai ki jab bachche ke zid baap poori na kar sake … toh woh apni maa ke paas chala jaata hai

by Ameesha Patel
categorised in World & Universe
and also in Parents, Drama
——-

Hamare dhande mein hum doston se zyada dushmano ki khabar rakhte hai

by Shahbaz Khan
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Business, Enemy
——-

Pyar mein jeet ussi ki hoti hai … joh raaste mein aane waali har deewar ko gira de

by Alok Nath
categorised in World & Universe
and also in Romance, Drama
——-

Pathan kabhi burkhe ke peeche chip kar vaar nahi karta

by Shahbaz Khan
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Aap haath uthayen ya haath phailayen … main apna pyar aapki jholi mein nahi daal sakta

by Hrithik Roshan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Apni beti ko toh main sirf is desh se door bhej raha hoon … magar aaj ke baad Sapna ka naam bhi teri zubaan pe aaya … toh main tujhe zindagi se door bhej doonga

by Kiran Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama, Life
——-

Hamare dhande mein kisi ek ki kamzori … doosre ki taqat ban jaati hai

by Kiran Kumar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Business, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Aap Mujhe Achche Lagne Lage (genre: Romance, Drama) from 2002, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *