Famous Dialogues from Movie – Aap Aye Bahaar Ayee (1971)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Aap Aye Bahaar Ayee released in year 1971

Zindagi ki har badi ladai insaan apne aap se hi ladta hai … apne hi andar insaan Mahabharat jaisi kahi ladaiyon se guzar jaata hai

by Rajendra Kumar
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Life
——-

Meri mohabbat ka tum yakeen karlo … kahin na umar guzar jaye aazmane mein

by Rajendra Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Pooche joh koi mujhse bahaar kaisi hoti hai … naam tera leke keh doon yaar aaisi hoti hai

by Rajendra Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, Weather
——-

Yeh nazar unki nazar se aaisi takrayi ki bas … hosh rukhsat ho gaye woh bekhudi chai ki bas … zulf bikhri aur lipatkar mere dil se reh gayi … meri duniya khushbuon se aaisi mehakai ki bas

by Rajendra Kumar
categorised in World & Universe
and also in Poem, Romance
——-

Zindagi bankar nasha kuch aaisi lehrai ki bas … kya kahoon har saans ne woh aag badkai ki bas … dillagi kuch der ki, haai ban gayi dil ki lagi … baaton baaton mein yahan tak baat badh aayi ki bas

by Sadhana Shivdasani
categorised in World & Universe
and also in Poem, Romance, Life
——-

Koi ladki tumse nahi takrai? … Takrai … takrake gabrai, gabrake sharmai, upar se uski mummy chali aayi … is liye ladki haath nahi aayi

by Rajendra Nath
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Parents

In case there are some dialogues missed from the movie Aap Aye Bahaar Ayee (genre: Comedy) from 1971, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *