Famous Dialogues from Movie – Aan Milo Sajna (1970)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Aan Milo Sajna released in year 1970

Zameen toh kisi ke baap ki nahi hai … zameen toh bhagwan ki hai, mehnat kisaan ki aur anaaj saare desh ka hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama, Religion & God
——-

Ek maa ke dil ka sabse bada armaan … bete ka byah hota hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Parents, Marriage & Wedding
——-

Jiyo toh sabke liye … maro toh sabke liye

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Kanoon ka matlab agar mulzim ko sazaa dena hai … toh begunah ko sazaa se bachana bhi

categorised in World & Universe
and also in Law & Order
——-

Main jhoot bolkar bhi pachtai … aur sach bolkar bhi pachtati rahoongi

by Asha Parekh
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Truth & Honesty, Drama
——-

Ab mera rasta maut ki thokar bhi nahi rok sakti

by Sujit Kumar
categorised in World & Universe
and also in Death
——-

Is waqt meri maa, mera dharam, mera bhagwan … joh kuch hai paisa hai

by Vinod Khanna
categorised in World & Universe
and also in Money, Religion & God, Drama
——-

Zindagi ki mushkil marke asaan nahi hoti hai … himmat se asaan hoti hai

categorised in World & Universe
and also in Courage, Inspiration, Life
——-

Agar duniya mein maut se badi sachai koi nahi … toh sach maniye aapko dhoka dekar meri zindagi bhi maut se kam nahi

by Asha Parekh
categorised in World & Universe
and also in Death, Life, Drama
——-

Main janta hoon joh kuch bhi isne kiya usse koi maaf nahi kar sakta … bhagwan bhi nahi … lekin ek maa maaf kar sakti hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Parents, Religion & God, Drama
——-

Main maut se nahi darti … maut se usse darr lagta hai jise zindagi se pyar ho … aur zindagi se usse pyar hota hai jise zindagi ne kuch diya ho

by Nirupa Roy
categorised in World & Universe
and also in Life, Death, Drama
——-

Jise dost ka haath thaam le aur maa ka aashirwad mil jaye … woh zindagi ki har manzil tay kar sakta hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Parents, Life
——-

Jhoot bolkar khud pachtane waala … sach bolkar kabhi kisi ko pachtane nahi deta

by Nirupa Roy
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Truth & Honesty, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Aan Milo Sajna (genre: Drama) from 1970, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *