Famous Dialogues from Movie – Aamdani Atthani Kharcha Rupaiyaa (2001)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Aamdani Atthani Kharcha Rupaiyaa released in year 2001

Abhe oye sadhe huye tamatar ki phu-phundi waali chutney … baasi kadhi ke baas marte huye besan … zamane ke bighade huye fashion … jaale huye aloo ki kaalak, keedhe pade huye paalak … phitkari ki phitkar, auraton ki dhutkar … dekh kaise khadi karta hoon main teri khaat aur kaise lagata hoon main teri vaat

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Food & Drinks, Comedy
——-

Abhe oye sadhe huye unde ke double half-fry … gumnaam shehar ke jhulte minar … geele papad ki paidavar … takle ki taal, kharbhuje ki khaal, bin batti ki dhaal … maroonga ek kaan ke neeche, awaaz aayegi tere naak ke neeche … badbudar chailay, phatte huye thayle, mailay guzelay … teri yeh majhaal ki tu apun ke saath khele

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Comedy, Food & Drinks
——-

Hum hai dui-dhari talwar … aaisan karenge vaar … zindagi kar denge tohri bekaar

by Juhi Chawla
categorised in World & Universe
and also in Action, Life
——-

Pehle toh kisi ko chhedo nahi … aur koi tumko chhede toh usko chhodo nahi

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Action, Rowdyism
——-

Kahiye kahan se aana hua … chehra toh hai pehchana hua

by Raju Srivastav
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Aap jis school ki KG mein padh rahe hai na … hum uske principal reh chuke hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Education, Comedy
——-

Yahan wahan sare jahan mein hamara raj hai … jawani toh deewani zindabad hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Comedy, World & Universe
——-

Duniya mein rehna hai toh kaam kar pyare … haath jodh sabko salaam kar pyare

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in World & Universe
——-

Parbaton se aaj main takra gaya … yeh pakad le laya, main aa gaya

by Raju Srivastav
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Abhe sadhe huye aam ki gutli … bagair chai ki ketli … paan ki potli … bagair aankh ki putli

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy
——-

Jaise ek ghar mein do kitchen nahi hote hai na … vaise ek ghar mein do brain nahi hone chahiye

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in House, Comedy
——-

Public garden mein phool hote hai, tum jaise kaante nahi … factory mein bonus hota hai, aaise badhe badhe ghaate nahi

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Flowers & Trees, Comedy
——-

Yeh malum hona chahiye ki mard kab peeta hai, kya peeta hai, kaise peeta hai … yeh jaankari rakhna Bharatiya naari ka sabse important duty hai

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Women, Husband & Wife
——-

Duniya yeh gol hai, andhar se hole hai, rupaiya ka mol hai, baki sab jhol hai … income ho unda toh patni maare danda … jeevan ki gaadi bhanvar mein hai, bada problem hai bhaiya … kyun ki aamdani atthani, kharcha rupaiya

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Money, Life, Comedy
——-

Keep it up … nahi toh ek ghup, seedha up

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Rowdyism
——-

Miss sweety, my honey … tum aircondition taxi ho … sexy sexy ho

categorised in World & Universe
and also in Comedy, Romance, Transportation
——-

Hum pehle mulaqat karte hai … phir pyar ki barsaat karte hai, phoolon ki barsaat karte hai … uske baad hum mukka laat karte hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Action, Flowers & Trees

In case there are some dialogues missed from the movie Aamdani Atthani Kharcha Rupaiyaa (genre: Family, Drama) from 2001, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *