Famous Dialogues from Movie – Aakhree Raasta (1986)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Aakhree Raasta released in year 1986

Sacha bahadur wohi hota hai joh toofani samundar ke beech mein ja karke machli pakadne ka jaal phekta hai … kinare behetkar pani mein kaanta daale machli ke phasne ka intezar karne waale ko bahadur nahi kehte

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Courage, Inspiration, Weather
——-

Bahar khade rehkar tamasha dekhne waala sirf vedant jhaad sakta hai … kisi ke andhar ki peedha nahi samajh sakta

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Khushiyan toh insaan har kisi ke saath baant sakta hai … lekin apne dukh usse apne dil ke andhar hi rakhne padte hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Happiness, Sadness
——-

Dushmano ko maaf karna insaaniyat hai … lekin makkaron ko maaf karna bewakoofi hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Drama
——-

Tum kya samajhti ho Krishna bhagwan tumhe bachane aayenge … woh Mahabharat mein aaye the … is Bharat mein nahi aayenge

by Sadashiv Amrapurkar
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Comedy
——-

Apne jeevan ka andhera mittane ke liye maine tujhe diya jalane ke liye kaha tha … tune toh mujhi ko jalakar apne jeevan mein ujala kar liya

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Life
——-

Pet ki bhook mitana mere liye zaroori nahi hai … zaroori hai dil ki pyas bujhana

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Aakhree Raasta (genre: ) from 1986, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *