Famous Dialogues from Movie – Aaj Ka Goonda Raaj (1992)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Aaj Ka Goonda Raaj released in year 1992

Main zindagi mein bahut kam faisle karta hoon … lekin ek baar faisla kar loon toh woh pahaad se bhi zyada atal hota hai

by Dalip Tahil
categorised in World & Universe
and also in Drama, Life
——-

Tum jaise logon ko ek baar maaf karna … doosri baar galati karne ka mauka dena hai

by Chiranjeevi
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hum jaise lakhon naujawanon ke bhavishya ke liye, is samaaj ki bhalai ke liye, saare desh ki ekta ke liye … tum jaise log cancer ho … sharafat ke libaas mein chupe hue gunde ho … jinhone aaj ke is raaj ko bana diya hai goondaraaj

by Chiranjeevi
categorised in World & Universe
and also in Government, Truth & Honesty, Patriotism
——-

America ki police ko khoon hone ke do ghante ke paschat pata chalta hai … aur Roos ki police ko sadhe-teen ke paschat … aur Cheen ki police ko che ghante ke pashcat … magar hamari police ko khoon hone ke chaubees ghante pehle pata hota hai ki … kab, kahan, kis vyakti ka khoon hone waala hai … aur kaunsa manushya is shubh kaarya ko sampan karne waala hai

categorised in World & Universe
and also in Police, Crime, City & Places

In case there are some dialogues missed from the movie Aaj Ka Goonda Raaj (genre: Action, Thriller, Family) from 1992, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *