Famous Dialogues from Movie – Aaina (1993)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Aaina released in year 1993

Tum mujhe apne ghar se nikaal sakte ho, apne dil se nikaal sakte ho … lekin apne zameer se tum yeh baat kaise nikaaloge … ki tum dono mere gunehgaar ho

by Amrita Singh
categorised in World & Universe
and also in Drama, House
——-

Cheez hamesha apni pasand ki leni chahiye … doosro ki pasand ki nahi

by Amrita Singh
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Kaanon mein ho baali, naak mein nathni, gaale mein haar, kamar mein chaabiyon ka guchha, paon mein payal … aur haan agar haathon mein ho kangana … toh kahan jayega sajna?

by Deepak Tijori
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Romance
——-

Tum duniya ki pehli aaisi khoobsurat aurat hogi … joh apne aapko itna badsurat sabit karne pe tuli hui hai

by Deepak Tijori
categorised in World & Universe
and also in Women
——-

Shaadi tann ke bandhan se pehle mann ka bandhan hota hai

by Juhi Chawla
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Romance
——-

Khoobsurati woh nahi hoti joh aaine mein dikhai de … khoobsurati woh hoti hai joh aaine mein nazar na aaye

by Jackie Shroff
categorised in World & Universe
and also in Inspiration

In case there are some dialogues missed from the movie Aaina (genre: Romance) from 1993, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *