Famous Dialogues from Movie – Aadmi Khilona Hai (1993)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Aadmi Khilona Hai released in year 1993

Side se dekho toh Vyjayanthimala, peeche se dekho toh Madhubala, samne se dekho toh husn ka pyala

by Laxmikant Berde
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Aadmi halaat aur kamzoriyon ki mitti se bana hua woh khilona hai … jisse galatiyan hoti rehti hai

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Padhoge likhoge toh hoge kharab … kheloge koodoge toh banoge nawab

by Laxmikant Berde
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Education, Royal
——-

Aap jaise logon ke seene mein dil ki jagah gandagi ka woh dher pada hota hai … jis mein gulab nahi, hawas aur apradhon ka woh keechad ughta aur behta hai … jise koi haath bhi lagana pasand nahi karta

by Meenakshi Sheshadri
categorised in World & Universe
and also in Drama, Crime, Flowers & Trees
——-

Jeevan ke indradhanushi guldaste mein dheron rang ke phool hote hai … aur jab in mein pyar ka rang bhi shamil ho jaata hai … toh rangon ki mehfil mein khushbuyon ke mele bhi judh jaate hai

categorised in World & Universe
and also in Romance, Flowers & Trees
——-

Bachon ki mamta aurat ki zindagi hoti hai … pati ki nafrat uski maut

by Reena Roy
categorised in World & Universe
and also in Women, Life, Death

In case there are some dialogues missed from the movie Aadmi Khilona Hai (genre: Drama, Romance) from 1993, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *