Famous Dialogues from Movie – Aa Ab Laut Chalen (1999)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Aa Ab Laut Chalen released in year 1999

Jiska dil gham ki tanhaiyon mein ujadh gaya ho … woh bahar se kitna hi sehatmand lagta ho, lekin andar se toh bimaar hi rehta hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Sadness, Drama
——-

Aao ab hum laut chale apne logon mein, apni basti mein … jahan pyar hai, apnapan hai, sukoon hai

by Akshaye Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Bhagwan chadawe se nahi … chadane waale ki neeyat se khush hota hai

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Religion & God
——-

Joh sacha pyar karte hai woh zindagi bhar ke liye naraaz nahi hote … kuch derr ke liye rooth jaate hai

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Drama, Time
——-

Ek bachcha anath ashram mein palkar bada ho sakta hai … baap mar jaye toh maa ke sahare jee sakta hai … lekin ek aurat ka pati chala jaye toh woh kiske sahare aur kaise jeeti hai … woh takleef main samajhta hoon

by Akshaye Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama, Parents, Husband & Wife

In case there are some dialogues missed from the movie Aa Ab Laut Chalen (genre: Romance, Drama) from 1999, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *