Famous Dialogues from Movie – 23rd March 1931: Shaheed (2002)

Collection of some famous & popular dialogues from movie 23rd March 1931: Shaheed released in year 2002

Marna toh ek din hum sabko hi hai … lekin maut aaisi ho jise sab yaad rakhe

by Amrita Singh
categorised in World & Universe
and also in Death, Inspiration
——-

Is ghulam Hindustan mein agar meri shaadi hui … toh sirf maut se hogi … aur mere baraati honge is watan ki aan mein kurbaan hone waale shaheed

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Marriage & Wedding, Death
——-

Yahan insaaf nahi hone waala … yahan sirf jhoot kaha jayega, jhoot suna jayega aur jhoot likha jayega

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Drama
——-

Inquilaab ke liye kurbaanio ki zaroorat hoti hai … khoon ki zaroorat hoti hai

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Inspiration, Drama
——-

Jazbaat aur josh ki umar zyada nahi hua karti

by Suresh Oberoi
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Woh hum mein maar sakte hai … lekin hamare khayalo ko nahi, humaare maqsad ko nahi

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Drama
——-

Bhook mazboot se mazboot aadmi ko todh deti hai

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hindustani hai hum, Hindustan hai hamara … mudh jao Simon jahan desh hai tumhara

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Patriotism
——-

Yeh jitne ghaav hai seene pe, sab phoolon ke ghuche hai … hum mein pagal hi rehne de, hum pagal hi achche hai

by Akshay Anand
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Action, Flowers & Trees
——-

Soora so pehchaniye joh lare deen ke het … purja purja kat marre, kabh hoon na chhade khet

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Courage, Patriotism
——-

Lakh baando tum hum mein zanjeer se … waqt par niklenge phir bhi teer se

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Action, Time
——-

Shareer jitna adhik sukh paata hai … utna hi adhik sukh chahta hai

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Savera hone se pehle … andhera bahut gehra ho jaata hai

by Divya Dutta
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Sirf pistol aur bomb kabhi inquilaab nahi la sakte … balki inquilaab ki talwar vichaaron ki saan par tezz hoti hai

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Inspiration, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie 23rd March 1931: Shaheed (genre: History, Drama) from 2002, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *