Famous Dialogues from Movie – 1920 (2008)

Collection of some famous & popular dialogues from movie 1920 released in year 2008

Deewano ki baatein sirf deewane samajhte hai

by Aftab Shivdasani
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Is baat mein koi shak nahi ke gulaab ka koi jawab nahi … khubsoorat hote hai is liye bhi aur kaanton ke beech khilte hai is liye bhi

by Sharad Kelkar
categorised in World & Universe
and also in Flowers & Trees, Drama
——-

Sab kuch hai mere paas saans lene ke liye, zindagi guzaarne ke liye … par zindagi jeene ke liye kuch bhi nahi

by Aftab Shivdasani
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Pyar karne waalo ko bewakoof banana kitna aasaan hai

by Sharad Kelkar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Kudrat ka ussool hai … ki ek atma do shareeron mein nahi reh sakti

categorised in World & Universe
and also in Horror, Drama
——-

Zindagi mein chahe kuch bhi ho jaye … jeene ke liye hamesha kahin na kahin, koi na koi, wajah zaroor hoti hai

categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Har buri aatma ka ek iraada hota hai

categorised in World & Universe
and also in Horror, Drama
——-

Woh sach joh duniya ko jhoota lage … usse daba hi dena chahiye

categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Lies & Cheating, Drama
——-

Taqleef jab hoti hai … tabhi vishwas hota hai

categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie 1920 (genre: Horror, Mystery, Romance, Thriller) from 2008, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *