Category: Dialogues

  • Famous Dialogues from Movie – Silsila (1981)

    Collection of some famous & popular dialogues from movie Silsila released in year 1981 Main aur meri tanhayi, aksar yeh baatein karte hai … tum hoti toh kaisa hota … tum yeh kehti, tum woh kehti, tum is baat pe hairaan hoti, tum us baat pe kitni hasti … tum hoti toh aaisa hota, tum…

  • Famous Dialogues from Movie – Shakti (1982)

    Collection of some famous & popular dialogues from movie Shakti released in year 1982 Mere baap ne do shaadiyan ki hai, do … ek meri maa ke saath … aur ek apni naukri ke saath by Amitabh Bachchan categorised in World & Universe and also in Marriage & Wedding, Job & Career——- Joh log sachchai…

  • Famous Dialogues from Movie – Masoom (1983)

    Collection of some famous & popular dialogues from movie Masoom released in year 1983 Joh mazaa apne bete ko jawan hote dekhkar aata hai … woh apni jawani mein bhi nahi aata tha by Saeed Jaffrey categorised in World & Universe and also in Happiness——- Angdhai na lena aaise haathon ko uthakar … seene se…

  • Famous Dialogues from Movie – Raaj Tilak (1984)

    Collection of some famous & popular dialogues from movie Raaj Tilak released in year 1984 Talwar woh hathyar hai joh dost ke haath mein ho toh usse badkar koi dost nahi … aur agar yahi talwar dushman ke haath lag jaye toh usse bura koi dushman nahi by Raaj Kumar categorised in World & Universe…

  • Famous Dialogues from Movie – The Great Gambler (1979)

    Collection of some famous & popular dialogues from movie The Great Gambler released in year 1979 Kisiko apnane ke liye waqt ki zaroorat nahi hoti by Neetu Singh categorised in World & Universe and also in Time——- Apna patta khulega toh apun ko salaam karte hue khulega by Amitabh Bachchan categorised in World & Universe…

  • Famous Dialogues from Movie – Ram Balram (1980)

    Collection of some famous & popular dialogues from movie Ram Balram released in year 1980 Jis jurm par mera naam likha jayega uspar tumhara naam pehle se likha hoga … aur jis gali mein main kutte ki maut maara jaonga … us gali mein ek bahut bada kutta pehle se mara pada hoga by Dharmendra…

  • Famous Dialogues from Movie – Umrao Jaan (1981)

    Collection of some famous & popular dialogues from movie Umrao Jaan released in year 1981 Tu mujhe chahe na chahe yeh tere bas mein toh hai … aur main tujhko na chahun yeh mere bas mein nahi by Rekha categorised in World & Universe and also in Shayari, Romance——- Dil cheez kya hai aap meri…

  • Famous Dialogues from Movie – Shaukeen (1982)

    Collection of some famous & popular dialogues from movie Shaukeen released in year 1982 Jawaani unhi ke liye hai joh jawaan hai by Ashok Kumar categorised in World & Universe and also in Comedy——- Zindagi bhi kitni dilchasp hai … woh har naye anubhav ke saath thokar lagati hai … ek naye sabak ke liye…

  • Famous Dialogues from Movie – Mawaali (1983)

    Collection of some famous & popular dialogues from movie Mawaali released in year 1983 Daulat waalon se kabhi dil lagana nahi chahiye … woh kapde aur gadiyon ki tarah dil bhi badalte rehte hai by Jeetendra categorised in World & Universe and also in Clothes & Shoes, Transportation——- Mujhse baimaani mat karna main bahut pahuncha…

  • Famous Dialogues from Movie – Sharaabi (1984)

    Collection of some famous & popular dialogues from movie Sharaabi released in year 1984 Aaj itni bhi maisir nahi maikhane mein … jitni hum chhod diya karte the paimane mein by Amitabh Bachchan categorised in World & Universe and also in Shayari, Food & Drinks——- Aaj ki duniya mein agar zinda rehna hai … toh…