Famous Dialogues from Movie – Mela (2000)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Mela released in year 2000

Joh aurat ki hifazat karta hai woh sirf pati ya aashiq nahi hota … mard ka ek aur roop bhi hota hai … jisse bhai kehte hai

categorised in World & Universe
and also in Men, Drama
——-

Dost dost na raha, pyar pyar na raha … daru ke sivah zindagi mein koi karobar na raha

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks, Friendship
——-

Bade beabroo hoke unke kooche se hum nikle … humne toh ki wafaa pe wafaa pe wafaa non-stop … phir bhi woh bewafaa nikle

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Agar tujh mein dum hai saaki toh Qutub Minar ko hilake dikha … agar dum nahi hai toh mere naal beht, do goont maar … aur Qutub Minar ko hilta dekh

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy, Food & Drinks
——-

Uske gaal, uske baal arre kya kamaal … aur uski chaal karde halaal … uski kalai hai ram duhai, pure malai … aur uska badan phoolon ka chaman … aur uski aankhen sone ke button

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Flowers & Trees
——-

Dekhi zamane ki yaari … bichade sabhi bari bari

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Friendship
——-

Sheesha ho ya dil ho aakhir toot jaata hai … lab tak aate aate haathon se sagar choot jaata hai

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks

In case there are some dialogues missed from the movie Mela (genre: Drama) from 2000, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *