Famous Dialogues from Movie – Dhadkan (2000)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Dhadkan released in year 2000

Main tumhe bhool jaon yeh ho nahi sakta … aur tum mujhe bhool jao yeh main hone nahi doonga

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Meri kismat mujhpe kya rohegi … tumhari mohabbat joh mere saath hai

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Romance
——-

Nafrat ko sirf mohabbat se jeeta ja sakta hai … sirf mohabbat se

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama, Romance
——-

Koi bhi mazaak karlo … lekin apne se bichadne ki baat mazaak mein bhi mat karna

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Tumhare haathon mein woh rekhayein hai, joh mere haathon mein nahi hai … tumhare maathe pe woh lakeerein hai, joh mere maathe par nahi hai

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Drama
——-

Kyun main jeet ke bhi haar gaya … aur woh haar kar bhi jeet gaya?

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Victory & Success, Defeat & Failure, Drama
——-

Joh izzat, shradha, pyar ek beti de sakti hai … woh ek beta kabhi nahi de sakta … lekin main yeh bhool gaya tha … joh sharmindgi, joh zalalat ek beti de sakti hai … woh bhi ek beta kabhi nahi deta

by Kiran Kumar
categorised in World & Universe
and also in Women, Men, Drama
——-

Kaun saala marta hai … aur agar marr bhi gaya memsaab … toh hamesha ke liye dhadkunga tumhare seene mein … tumhari dhadkan bankar

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Bahut waqt ke baad … yeh waqt aaya hai

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Time, Drama
——-

Tum log sab jhoot bol rahe ho … najane kitne din, kitne mahine, kitne saal jhoot pe jhoot pe jhoot bolte aaye … aur main chup chap bardaasht karta raha

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Drama
——-

Is janam toh kya … woh saat janamon tak jeet nahi sakta

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Victory & Success
——-

Tu kal bhi badtameez tha … tu aaj bhi badtameez hai

by Kiran Kumar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Main tumhari har baat manne ko tayaar hoon, lekin yeh baat manne ko tayaar nahi ki iske charitra pe daag hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hamare gehre vishvas ke rishtey mein … tumne apne dil mein kuch gehre raaz chupaye hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Syana woh hota hai joh waqt ke rukh ko dekhkar, jhukna seekhe … aur rukh badalte dekhkar, dushman ko jhukana seekhe

by Sushma Seth
categorised in World & Universe
and also in Time, Enemy, Drama
——-

Duniya mein shayad hi aise koi maa baap honge joh apni aulaad ko zakhm dena chahenge … lekin na jaane kitni aisi anginat aulaadein hai … joh apne maa baap ka seena zakhmon se challi kar dalti hai aur uff tak nahi karti

by Kiran Kumar
categorised in World & Universe
and also in Parents, Drama
——-

Iski subah suna rahi hai iske raat ka fasaana

categorised in World & Universe
and also in Comedy, Adult
——-

Rishteydari ki keemat toh chukani hi padti hai is desh mein

by Parmeet Sethi
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Achchai se hi burai ko maara ja sakta hai … neki se hi baddi ko mitaya ja sakta hai … shanti se hi kisi ki mann ki jalan ko hataya ja sakta hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama, Inspiration

In case there are some dialogues missed from the movie Dhadkan (genre: Romance, Drama) from 2000, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *