Famous Dialogues from Movie – Aaghaaz (2000)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Aaghaaz released in year 2000

Hathyar uthane waala kabhi saahasi nahi hota … kyun ki usse apne se zyada bharosa uske hathyar par hota hai … job kabhi bhi dokha de sakta hai … lekin aapka saahas, aapki taqat, aapko kabhi dokha nahi degi

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Courage
——-

Machhar agar neend mein bhi hamara khoon choosta hai … toh hum usse maar dete hai … magar yeh gunde hamare jaagte huye hamara khoon bahate hai … aur hum kuch nahi karte

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Petrol ka daam badta hai litre ke hisaab se … auto waala kaise chalayega meter ke hisaab se

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Money, Comedy
——-

Na main hoon nikamma, na tu hai nikammi … shaadi karke hum dono banenge daddy aur mummy

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Parents, Marriage & Wedding
——-

Main apne motape par is qadar hairaan ho gaya hoon … bar bar aate jaate pareshaan ho gaya hoon

by Yunus Parvez
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Main tere saath lagane ko tayaar hoon saat chakkar … kyun ki mera dil bechain hai tere dil se lene ko takkar

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy, Romance
——-

Vapas karde mera meter mujhko … nahi toh ek jhappad mein bhej doonga Punjab tujhko

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Comedy
——-

Ungli mat kar mere ko mohabbat ke beech mein … nahi toh dafna doonga tere ko Juhu ke beach mein

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Shayari, City & Places, Comedy
——-

Galat ko galat na kehna … sabse badi galati hai

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Makkai ki roti sambhar se khayenge … Dharmendra Hema ke mafit hum bhi shaadi banayenge

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks, Marriage & Wedding
——-

Niyam aur kanoon insaano ke liye hota hai … insaan niyam aur kanoon ke liye nahi hote

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Law & Order

In case there are some dialogues missed from the movie Aaghaaz (genre: Thriller) from 2000, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *