Famous Dialogues from Movie – Zulmi (1999)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Zulmi released in year 1999

Dushman chatt ke neeche aa jaye … toh mehmaan ban jaata hai

by Dara Singh
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Guest
——-

Jis tarah chalaang lagane ke liye khiladi ko peeche aana padta hai … ussi tarah dushman ko jadh se ukhaadne ke liye kabhi jhukna bhi padta hai

by Dalip Tahil
categorised in World & Universe
and also in Enemy
——-

Dushman ke ghar mein daakhil hone ke liye … tameez ki nahi taqat ki zaroorat hoti hai

by Milind Gunaji
categorised in World & Universe
and also in Enemy, House, Courage
——-

Jab dimaag mein gussa ho aur aankhon mein nafrat … toh nishana theek nahi lagta hai

by Dalip Tahil
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Balraj apne dushman ko us waqt tak nahi bhoolta … jab tak usse shamshan tak nahi pahuncha deta

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Enemy

In case there are some dialogues missed from the movie Zulmi (genre: Action, Romance) from 1999, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *