Famous Dialogues from Movie – Rajaji (1999)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Rajaji released in year 1999

Abhe aye dhakan … yeh phone ke andhar hi mooh daalke tereko aaisi gaali doonga na … ki aakhe telephone exchange mein angaar lag jayegi

by Razak Khan
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Comedy
——-

Main chota aadmi hoon … mere pair zameen pe hai, mera sar mere kandhon par hai … aur mere dimaag ke andhar meri aukaat tolne ka tarazu laga hua hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Yeh joh paisa hota hai na, iske paon nahi hote hai … lekin paon waale se sau gunah zyada tezz bhaagta hai

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Money
——-

Jhoot ki umar bahut kam hoti hai … jhoot jiye char din aur sach jiye hazaar din

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Truth & Honesty
——-

Maine kya kya sapne dekhe the … byah karke honeymoon karne Switzerland jaonga … lekin ab toh zindagi mein na switzer hai, na land hai, na honey hai, na moon hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Marriage & Wedding, Dreams
——-

Beti pati ke pallu se pallu bandhkar agni ke jitne phere leti hai … baap ka haq utna hi gunah kam ho jaata hai … aur pati ka haq utne hi gunah zyada

by Raveena Tandon
categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Parents, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Rajaji (genre: Comedy, Romance) from 1999, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *