Famous Dialogues from Movie – Hum Tum Pe Marte Hain (1999)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Hum Tum Pe Marte Hain released in year 1999

Har koi yahi toh chahta hai meri tarah … ki uski zindagi mein koi ek aaisa aaye joh ussi ke liye soche, ussi ke sapne dekhe, ussi ke liye jeeye aur dua kare

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Romance, Life, Dreams
——-

Agar marne ke baad bhi zinda rehna hai … toh doosron ko zindagi dena seekho

by Urmila Matondkar
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Life
——-

Yeh ladkiyan bhi na yaar sab samajhti hai … par pata nahi hum ladkon ko kya samajhti hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Women, Men, Comedy
——-

Is desh mein ussi ki jeet hoti hai … jisse is desh ki mitti ki sugandh ka pata ho

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Victory & Success, Patriotism
——-

Kya sher farmaya hai aapne … Majnu ki jagah Ranjhe ko chipkaya hai aapne

by Razak Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Bechain ho rahe hai woh sheron ke dhahadon se … gira diye jaoge tum in pahadon se

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Animals & Birds
——-

Ho jaoge majboor tum bhi kuch is tarah … Ranjhe ki mohabbat mein Laila thi jis tarah

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Aapka haath hai ya hathoda … aapke hisse ko kis hadse ne toda

by Bob Christo
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Hum Tum Pe Marte Hain (genre: Romance, Drama) from 1999, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *