Famous Dialogues from Movie – Anari No.1 (1999)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Anari No.1 released in year 1999

Maa duniya ek aaisi daulat hoti hai … joh insaan ko sirf ke baar naseeb hoti hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Parents, Luck & Destiny, Drama
——-

Hamari asli jaidaat, hamari asli daulat toh hamare yeh rishtey hi hote hai … joh hum mein virasat mein milte hai

by Prem Chopra
categorised in World & Universe
and also in Drama, House, Money
——-

Kya pyar hai, kya dulaar hai … kitna sukhi pariwar hai, mera toh dil nisaar hai

by Prem Chopra
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Family, Happiness
——-

Zindagi mein agar apne bal par aage badna ho toh … sabse pehle doosron ki naukri karna seekhna chahiye … isse insaan hunar bhi seekhta hai aur tameez bhi

categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Life, Job & Career
——-

Jab tak paise nahi mil jaate, Tiger kisi ko maarta nahi … aur paise mil jaane par, Tiger kisi ko chhodta nahi

categorised in World & Universe
and also in Money, Rowdyism
——-

Bheje ka dahi kiya toh dhood bana daloonga … kaan ke neeche capsule laga daloonga

by Razak Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks, Rowdyism
——-

Agar police ke paas jaakar shaanpatti karne ki koshish ki … toh kaan ke neeche capsule laga doonga

by Razak Khan
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Police, Action

In case there are some dialogues missed from the movie Anari No.1 (genre: Comedy) from 1999, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *