Famous Dialogues from Movie – Aarzoo (1999)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Aarzoo released in year 1999

Dard agar insaan ke apne daire mein rahe toh saha ja sakta hai … magar joh dard doosron ka dard ban jaye … usse apno mein baant lena hi behtar hota hai

by Saif Ali Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Sadness
——-

Zindagi ki raftar jitni tezz hai … traffic utni hi rukavatein daal deta hai … kai baar raaste badalne padte hai ghar pahunchne ke liye

by Saif Ali Khan
categorised in World & Universe
and also in Life, House
——-

Apna toh sidhaant hai shaan se jeeyo aur shanti se ludhak jao

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Tumhara nishana toh chook gaya aur ab humne is goli par tumhara naam likh diya hai … aur jis din yeh goli hamari bandook se chalegi … hamara nishana nahi chookega

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Yeh chehre ki rangat gulabi gulabi … yeh mausam ki halat sharabi sharabi … mera dil machalke keh raha hai … something, something, something, something

by Saif Ali Khan
categorised in World & Universe
and also in Weather, Comedy
——-

Nadaani mein tumne joh kadam uthaya hai … woh sirf tumhe hi nahi, poore khandan ko ek aaise modh par le aaya hai … jahan se har raasta barbadi aur zillat ki taraf jaata hai

by Reema Lagoo
categorised in World & Universe
and also in Drama, Family

In case there are some dialogues missed from the movie Aarzoo (genre: Drama) from 1999, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *