Famous Dialogues from Movie – Vinashak – Destroyer (1998)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Vinashak – Destroyer released in year 1998

Zehar toh sirf uske khane waale ko maarta hai … lekin drugs khane waale ke saath saath uske pariwar ko bhi jeete jee maarti hai

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Drama, Family
——-

Vardi kisi neta ki topi nahi hai … jise apne matlab ke liye jab chaha pehan liya aur jab chaha utaar diya

by Om Puri
categorised in World & Universe
and also in Police, Politics, Patriotism
——-

Vardi ka najayaz fayda uthakar jurm ki hukumat karne waale agar tum jaise shaitan is desh mein maujood hai … toh issi vardi ke liye apna sar katane waale janbaaz bhi is desh mein maujood hai

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Police, Crime, Courage
——-

Woh chahe phone par mujhe kitni hi dhamkiyan de … mera aur mere pariwar ka khoon karde … lekin main apni aakhri saans tak sachai ka khoon nahi hone doonga

categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Family

In case there are some dialogues missed from the movie Vinashak – Destroyer (genre: Action) from 1998, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *