Famous Dialogues from Movie – Pyaar To Hona Hi Tha (1998)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Pyaar To Hona Hi Tha released in year 1998

Insaan ko apne kal mein nahi … aaj mein jeena chahiye

by Kajol
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Band aankhon se insaan sirf sapna hi nahi … kabhi kabhi us haqeeqat ko bhi dekh leta hai … jisse khuli aankhen kabhi nahi dekh paati

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Dreams, Drama
——-

Har insaan ko zindagi mein ek baar pyar zaroor karna chahiye … pyar insaan ko bahut achcha bana deta hai

by Om Puri
categorised in World & Universe
and also in Romance, Life
——-

Woh log bahut badnaseeb hote hai jinhe pyar nahi milta … lekin unse bhi zyada badnaseeb woh log hote hai jinhe pyar milta toh hai … magar woh log usse pehchaan nahi paate aur usse kho dete hai

categorised in World & Universe
and also in Romance, Drama
——-

Kisi bhi jung ko jeetne ke liye … pehla hamla bahut sooch samajhkar karna chahiye

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in War & Battle, Victory & Success
——-

Kanoon ka dost mera dost … kanoon ka dushman mera dushman

by Om Puri
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Friendship, Enemy

In case there are some dialogues missed from the movie Pyaar To Hona Hi Tha (genre: Romance) from 1998, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *