Famous Dialogues from Movie – Iski Topi Uske Sarr (1998)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Iski Topi Uske Sarr released in year 1998

Teri nigahon ka salaam kabul kare, meri nigahon mein woh nafasat nahi … tujhse mila loon nazar toh magar, mere dil ki shayad yeh aadat nahi

by Divya Dutta
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Samundar ki khamoshi apne andar bahut bade toofan ko chupaye hoti hai

by Aruna Irani
categorised in World & Universe
and also in Drama, Weather
——-

Ek aurat akeli hoti hai … lekin zalim samaaj ko yeh nahi bhoolna chahiye … ki ek talwar bhi akeli hoti hai

by Aruna Irani
categorised in World & Universe
and also in Women, Drama
——-

Main aayi toh thi tumhe phasane, par khud hi tumhare pyar mein phas gayi … tumhe qaid karne ke liye jaal bichaya tha maine, aur khud hi qaidi ban gayi

by Divya Dutta
categorised in World & Universe
and also in Drama, Romance
——-

Kitna pyar hai tumhari aankhon mein … jin mein wafaa ki jhalak nazar aati hai … jin mein dokhe ka zehar nahi, pyar ka amrit hai

by Mukul Dev
categorised in World & Universe
and also in Romance, Lies & Cheating
——-

Maine tujhe joh izzat di, tune usse meri buzdilli samjha … maine tujhe joh maan diya, tune uska bahut gumaan kiya … lekin sach toh yeh hai ki tu kisi izzat ke layak hi nahi hai

by Aruna Irani
categorised in World & Universe
and also in Drama, Truth & Honesty

In case there are some dialogues missed from the movie Iski Topi Uske Sarr (genre: Action, Crime, Drama) from 1998, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *