Famous Dialogues from Movie – Hatyara (1998)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Hatyara released in year 1998

Dil aur mandir ek jaise hote hai … nah mandir se koi murat hatai ja sakti hai … aur na hi dil mein basi hui surat bhulai ja sakti hai

by Suman Ranganathan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Bade bade khatarnako ki nak kaat kar apne jeb mein rakh li hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Comedy
——-

Jab bhi mera khoon behta hai … toh mujhe meri maa ke rone ki awaaz sunai deti hai … aur joh maa ko rulata hai … main usse nahi chhodta, chahe woh mard ho yah aurat

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Action, Parents
——-

Maarkar lashein aaisi gandi jagah pehkoonga … jahan janwar bhi marna pasand nahi karte

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Action, Animals & Birds
——-

Teri maut bankar aaya hoon … teri laash girakar jaoonga

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Action, Death
——-

Glass mein sharab daalne waala bada nahi hota … bada toh woh hota hai jiske glass mein sharab daali jaati hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Drama
——-

Yeh khoobsurat rishteydari ke peeche … makkari aur chaalbazi ke sivah kuch nahi hota

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Drama
——-

Aaj ke baad aane waala har pal … tum dono ke dil ki dhadkan par hathoda bankar barsega

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Tu toh khoon is tarah karta hai jaise bachche khilona todh dete hai … bus fark itna hai ki woh khilona todhne ke baad rote hai aur tu khoon karne ke baad hasta hai

by Mukesh Rishi
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Sar se pair tak toh hum khud hi bure hai … hamare liye buri khabar kya ho sakti hai

by Mukesh Rishi
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Aaj main tujhe aaisa tamasha dikhaonga … ki duniya ke saare villian zulm karna bhool jayenge

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Maut ko aane ke liye patta nahi poochna parta

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Death, Action
——-

Jahan faulaad bhi kaam nahi aata, wahan kali kaam aati hai … apne husn ki chamak se, dushman ko andha banati hai

by Suman Ranganathan
categorised in World & Universe
and also in Women, Enemy
——-

Jiska saara shehar dushman ho … usse dosti karne ka hum mein koi interest nahi

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Enemy, City & Places
——-

Tu toh us pagal kutte ki tarah bhaukne laga hai … jisse pagal hone ke baad charon taraf se maut nazar aati hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Death, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Hatyara (genre: ) from 1998, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *