Famous Dialogues from Movie – Border (1997)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Border released in year 1997

Zindagi ka doosra naam problem hai

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Life
——-

Hum toh kisi doosre ki dharti par nazar bhi nahi dalte … lekin itne nalayak bachche bhi nahi hai … ki koi hamari dharti maa par nazar daale aur hum chup chap dekhte rahe

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Drama
——-

Main tumhara saaya hoon … tum mujhse peecha nahi chhuda sakte

by Pooja Bhatt
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Hum hi hum hai toh kya hum hai … tum hi tum ho toh kya tum ho

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
——-

Isse pehle ki main tujhe gaddar karaar dekar goli maar doon … bhag ja yahan se

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Zindagi aur maut Waheguru ke haath mein hai … aur mera Waheguru dushman ke saath nahin … mere saath hai

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Life, Death
——-

Meri zubaan se, mere haath zyada achcha bolte hai

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

The more you sweat in peace … the less you bleed in war

by Jackie Shroff
categorised in World & Universe
and also in War & Battle
——-

Pehli goli woh chalayega … aur aakhri goli hum

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Shayad tum nahi jaante … yeh dharti sher bhi pehda karti hai

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Animals & Birds
——-

Mohabbat aur pagalpan ka bahut purana rishta hai

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Aaj se tumhari har goli par desh ke dushman ka naam likha hoga

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Action, Enemy
——-

Khilono se khelte khelte … bachche jawaan ho jaate hai

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

In paon mein kya rakha hai … mere kaleje se lag ja … mera kaleja thanda ho jayega … toh rom rom aashirwad dega

by Rakhee Gulzar
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Border (genre: War) from 1997, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *