Famous Dialogues from Movie – Vijeta (1996)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Vijeta released in year 1996

Agar pakadne waalon ke paas hazaron aankhen hoti hai … toh unse bachke nikalne waalon ke paas karodon aankhen hoti hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aaj ke baad mere ilaake mein rehne waalon ke liye sirf do jagah hai … kanoon ki izzat karne waalon ke liye khuli chatt … aur kanoon ki lakeer par paon rakhne waalon ke liye jail ki char deewari

by Raveena Tandon
categorised in World & Universe
and also in Law & Order
——-

Adalat mein muqadma ladna mera pesha hai … aur adalat ke kaam kaaz mein koi apni taange adaye … uski taange todna meri hobby

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Action
——-

Pyar is duniya ki sari taqleefon ko apni mithaas se pighala deta hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

My would be wife … yeh lo knife … kaato yeh cake aur bacha lo is bhooke ki life

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Food & Drinks, Life
——-

Joh log mere raaste mein aate hai unke saath football ki tarah khelna … aur joh log mujhe paisa dekar khareedte hai unke liye goal karna meri hobby hai

categorised in World & Universe
and also in Sports & Games, Money

In case there are some dialogues missed from the movie Vijeta (genre: Action) from 1996, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *