Famous Dialogues from Movie – Rakshak (1996)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Rakshak released in year 1996

Paison mein bahut garmi hoti hai … usse bardaasht karna seekho … varna jal jaoge

by Raghuvaran
categorised in World & Universe
and also in Money
——-

Main toh aaj tak samajhta tha ki daulat insaan ko sirf pagal banati hai … par main dekh raha hoon … daulat insaan ko soovar bhi bana deti hai

by Raghuvaran
categorised in World & Universe
and also in Money, Animals & Birds, Drama
——-

Sirf daulat kamane se kuch nahi hota hai … aadmi kamana bhi zaroori hota hai

by Raghuvaran
categorised in World & Universe
and also in Money, Inspiration, Drama
——-

Tu bahut door nikal chuka hai … itni door jahan meri humdardi tujh tak nahi pahunch sakti … lekin mera farz tujh tak zaroor pahunch sakta hai

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Joh bikta nahi … woh mere samne tikta nahi

by Raghuvaran
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Drama
——-

Mere pooch-taach ka dang bahut alag hota hai

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Tum jaise afsaron ne rakshak aur rakshash … do alag alag shabhdon ka matlab ek kar diya hai

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Police, Drama
——-

Maa aur bete ke beech mein karz nahi … farz hota hai

by Aruna Irani
categorised in World & Universe
and also in Parents, Drama
——-

Rishtey toh parindon ki tarah hote hai … kab udh jaye, kya bharosa

categorised in World & Universe
and also in Drama, Animals & Birds

In case there are some dialogues missed from the movie Rakshak (genre: Action) from 1996, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *