Collection of some famous & popular dialogues from movie Loafer released in year 1996
Aaj raajneeti woh vaishya hai jiski kamai bazar ke sab log khana chahte hai … aur neta ki kursi kutton ke beech padi hui haddi ki tarah hai … ab is desh ka vatavaran do hi sooraton mein badla ja sakta hai … ya toh sare netaon ko bhrashtachar ki kanooni azaadi di jaye, ya kisi bhi bhrasht neta ko zinda na chhoda jaye
by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Politics, Patriotism, Animals & Birds
——-
Gareeb ki taqat uski vote hoti hai
by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Politics
——-
Pehle din Meena, doosre din Tina, teesre din Reena aur aaj yeh nagina
by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-
MLA janta ka pratineedhi hai, uske sukh dukh ka saathi … lekin aapne toh un teeno aksharon ka matlab hi badal diya … ‘M’ for murder, ‘L’ for loot, ‘A’ for Atrocities … yani atyachar
by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Politics, Crime, Happiness
——-
Agar koi bhi aadmi vote dene gaya toh woh hamara gunahghar hoga … aur uski sazaa maut hogi
by Mukesh Rishi
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Death
——-
Gunde toh ungliyon par ginne ja sakte hai, phir bhi yeh gunde hum karodon par raj karte hai … kyun? … sirf is liye ki hum mein se har insaan yeh sochta hai ki woh akela kya kare … woh yeh kyun nahi sochta ki hum sab milkar kya nahi kar sakte
by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
In case there are some dialogues missed from the movie Loafer (genre: Comedy) from 1996, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.
Leave a Reply