Famous Dialogues from Movie – Krishna (1996)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Krishna released in year 1996

Main haraam ke paise leta nahi aur halaal ke chhodta nahi

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Money
——-

Main khud police waala nahi hoon lekin kanoon ka ek aaisa sipahi hoon … joh khud police ki vardi nahi pehanta … balki maut ki vardi pehnata hai gunehgaron ko

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Police, Thief & Criminal, Death
——-

Main toh samajhta tha ki insaan ka muqadar aasman pe behta bhagwan likhta hai … lekin mera muqadar toh likha hai aapne woh bhi kaali syahi se nahi … lal khoon se

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Drama
——-

Hindustan ki janta ko koi taqat se nahi jeet sakta … jeet sakta hai toh sirf aasunyon se

by Om Puri
categorised in World & Universe
and also in Victory & Success

In case there are some dialogues missed from the movie Krishna (genre: Romance, Action) from 1996, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *