Famous Dialogues from Movie – Jung (1996)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Jung released in year 1996

Agar zindagi mein kuch paana chahti ho, toh kuch khona seekho … agar upar uthna chahti ho, toh thoda jhukna seekho … agar kisi se jeetna chahti ho, toh usse haarna seekho

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Life, Victory & Success
——-

Yeh tumhara beta ho yah is mulk ke President ka … A.C.P. Arjun Verma ki nazar sirf muzrim ko dekhti hai … unke rishton ko nahi

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Drama
——-

Aap sirf woh dekhte hai joh aapko dikhaya jaata hai … aur main woh dekhta hoon joh dikhaya nahi jaata

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hum jaisa police waala sar par topi nahin, kafan baandta hai … taki tum jaise hathyaaron ko … kanoon ki zanjeeron mein jakarkar … maut ke andhe kuye mein dhakel sake

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Police, Law & Order, Death
——-

Jiske dil mein maut ka darr hota hai … uske jism par yeh vardi nahin hoti

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Police, Death
——-

Main har Hindustani ka bhai hoon … lekin tujh jaise gaddaro ke liye kasai hoon

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Action

In case there are some dialogues missed from the movie Jung (genre: ) from 1996, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *