Famous Dialogues from Movie – Jeet (1996)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Jeet released in year 1996

In haathon ne sirf hathyaar chhode hai … chalana nahi bhoole

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Sau kutte milkar bhi khule sher ka shikaar nahi kar sakte

by Tabu
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Action
——-

Chehre pe itna noor tumhare, aankhon mein itna pyar … aaisa laga milkar jaise, aaj mile hai hum pehli baar

by Tabu
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Hum usse hi dushman samajhte rahe … joh hamare liye masiha tha

by Karisma Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Drama
——-

Kaash unke zulm ki mujhe khabar hoti … toh main tere jism par apna jism bicha deti

by Tabu
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aaj ke baad teri har saans ke peeche main maut bankar khada hoon

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Death, Action
——-

Laashen bicha doonga laashen!

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Pattharon ki is duniya mein devta banna toh bahut aasaan hai … insaan banna bahut mushkil

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Drama, World & Universe, Religion & God
——-

Kasoor na mera hai na tera … kasoor hamare daaman ka hai … jis mein phool bhi gire … toh kaante ban gaye

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Flowers & Trees
——-

Duniya ne toh apne dil nafrat se is kadhar bhar liye hai … ki kisi aur shay ke tikne ki jagah hi nahi bachi

by Tabu
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Drama
——-

Hum sab kuch chhod denge … yeh ghar, yeh duniya, yeh zindagi

by Karisma Kapoor
categorised in World & Universe
and also in House, World & Universe, Life
——-

Police ke insaaf aur zulm mein koi farak nahi

by Tabu
categorised in World & Universe
and also in Police, Drama
——-

Hamari duniya daulat aur maut ka woh chakravyuh hai … jis mein ek baar dakhil ho jao, toh koi vapsi nahi

by Dalip Tahil
categorised in World & Universe
and also in Money, Death, Rowdyism
——-

Gutter ke gandhe pani mein agar puja ke phool mila do … toh woh Ganga jal nahi ban jata

by Alok Nath
categorised in World & Universe
and also in Flowers & Trees, Drama
——-

Aaj joh khoon apne khoon ke liye pani ho sakta hai … kal hum sabke liye zehar bhi ban sakta hai

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Agar mujhe malum hota ki mujhe dekhkar tumhare chehre pe hazaar watt ki muskaan phail jati … toh main kab ka aa chuka hota

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Jeet (genre: Drama) from 1996, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *