Famous Dialogues from Movie – Chhote Sarkar (1996)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Chhote Sarkar released in year 1996

Har modh pe mile jaate hai humdard hazaron … shayad meri basti mein adakaar bahut hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Drama
——-

Yeh hai whiskey … jisne zyada li chuski … uski zindagi duniya se khiski

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Life, Comedy
——-

Raaz chahe pati ka ho ya patni ka … agar usse dono ke beech khol diya jaye toh badapan hota hai … aur chupaya jaye toh dokha hota hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Lies & Cheating, Drama
——-

Paise ke lalach ne tere dimaag ke tire ko puncture kar diya hai … aur andhar se akal ki hawa nikaal di hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Money, Comedy
——-

Sari umar gavah di kamane mein paisa … aur bad mein yahi saala paisa ban gaya apne dushman jaisa

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Money, Enemy, Shayari
——-

Woh dekh-dekh hum mein jeete hai … hum dekh-dekh unhe peete hai … yeh meri zaar ka nada nahi hai doston … mere phatte jooton ke beete hai

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Clothes & Shoes, Comedy
——-

Shikaar usne kiya, dil ko taar-taar kiya … bura kiya joh kisi ladki se pyar kiya

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, Comedy
——-

No underwear in this world can live without nada and no nada in this world can live without underwear … because they are inseparable, they love each other, they are incomplete without each other … that’s why they have to live together … ek saath Dhobi Ghat par dhulne ke liye jaate hai, ek saath sookhte hai aur doobara maile hokar Dhobi Ghat par chale jaate hai … underwear aur nada se duniya ko ekta ka sabak lena chahiye

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, City & Places, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Chhote Sarkar (genre: Drama) from 1996, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *