Famous Dialogues from Movie – Raghuveer (1995)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Raghuveer released in year 1995

Jhoot ke kaale badal suraj ko kitna bhi dhak le … ek din ujaala hokar hi rahega

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Inspiration
——-

Khoon jaise apna rang nahi badalta … vaise hi khoon apne khoon ke sar ki jhooti kasam nahi khaata

by Suresh Oberoi
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating
——-

Main hoon aag ka dariya na ulfat ka geet … yugon se nibhaye joh Raghukul ke reet … mitta doonga is jag se zulm ka andhera … main roshni ka aashiq mera naam Raghuveer

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Poem, Action
——-

Teri har saans ke peeche maut bankar khada hoon main

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Death, Action
——-

Raajneeti ke rath ko wohi ghode keenchte hai … jinki aankhon pe wafaadari ki patti bandhi ho

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Politics, Animals & Birds, Truth & Honesty

In case there are some dialogues missed from the movie Raghuveer (genre: ) from 1995, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *