Famous Dialogues from Movie – Maidan-E-Jung (1995)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Maidan-E-Jung released in year 1995

Darye us bhagwan se … sabse badi goli hoti hai uske paas joh bewaqt chalti hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Drama
——-

Zindagi ek paheli hai … kabhi dushman, kabhi saheli hai

by Manoj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Life, Enemy, Friendship
——-

Kharbuja, kharbuje ko dekh kar rang badalta hai

by Manoj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks
——-

Jung ke maidan mein ladne wala har sipahi barabar hota hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in War & Battle, Action
——-

Chot lagegi toh hi mazboot ho jaoge

by Karisma Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Iske tukde tukde karke poore gaon mein prasad ki tarah baant do

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Action, Village
——-

Sher ke shikaar ki tamanna uman har shikari karta hai … magar har shikari ki yeh tamanna puri nahi hoti

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds
——-

Shikast humne kabhi dekhi nahi … jeet-e-jee hum kabhi mare nahi

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Defeat & Failure, Inspiration
——-

Hamare yahan toh yamdoot bhi hamari ijaazat ke bina nahi aa sakta

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Drama, Religion & God
——-

Jis saanp ko barso doodh pilaya … ussi ne khandan ki izzat ko dasa

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Food & Drinks, Family
——-

Aaj ke is kalyug mein … tumhara bhagwan bhi is shaitan se darta hai

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Drama
——-

Zalalat ka joh kaanta mere dil mein gadh gaya hai … uski chubhan mujhe zindagi bhar tadpaati rahegi

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Sadness, Life, Drama
——-

Humne tumhe paal poskar is din ke liye bada nahi kiya tha … ki humse sawal jawab karne ki jurrat karo

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Doobi hui kashti se kinara poochte ho, bete?

by Dina Pathak
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Maidan-E-Jung (genre: ) from 1995, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *