Famous Dialogues from Movie – Karan Arjun (1995)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Karan Arjun released in year 1995

Mere bete aayenge, mere Karan Arjun aayenge … zameen ki chaati phad ke aayenge, aasman ka seena cheer ke aayenge

by Rakhee Gulzar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Main toh samajhta tha ki duniya mein mujhse badkar kamina aur koi nahi hai … lekin tumne end mauke par aaisa kaminapan dikhaya hai … ki hum tumhare kaminepan ke ghulam ho gaye hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Aaisi maut maroonga is kamine ko … ki bhagwan yeh punar janam waala system hi khatam kar dega

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Kiss gaalon pe nahi … hoton pe kiya jata hai

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Mere dushmano ko sar chupane ke liye jagah dene waalon … main tumhari chittaon ko jalne ke liye jagah nahi doonga

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Drama
——-

Daulat se insaan keemti bistar khareed sakta hai, magar neend nahi khareed sakta … daulat se insaan roti khareed sakta hai, magar bhook nahi … daulat se insaan jism khareed sakta hai, magar sacha pyar nahi khareed sakta

by Kajol
categorised in World & Universe
and also in Money, Romance, Drama
——-

Pyar mein jab tak maut se na khelo … milne waali zindagi ka mazaa nahi aata

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance, Death, Life
——-

Daayan haath jeb mein rakh lo seth … varna zindagi bhar aapko baayen haath se khana, khana padega

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Action, Food & Drinks
——-

Ghode par bahetkar jaan ki baazi lagane mein woh maaza nahi … joh chahat ke maidan mein dil ki baazi laga dene mein hai

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance, Animals & Birds, Life
——-

Jab maa ka dil tadapta hai na … toh aasman mein bhi daraarein padh jati hai

by Rakhee Gulzar
categorised in World & Universe
and also in Drama, Parents
——-

Main toh budhi ho gayi, meri aankhen kamzor ho gayi … lekin mera vishvas kamzor nahi hua

by Rakhee Gulzar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Khoon ki Holi khelne waale, aaj main dekhti hoon … khoon kiska behta hai aur laashein kiski girti hai

by Rakhee Gulzar
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Waqt ka marham … zindagi ke har zakhm ko bhar deta hai

by Rakhee Gulzar
categorised in World & Universe
and also in Time, Life, Drama
——-

Mere andhere jeevan mein … subah phir se laut aayi hai

by Rakhee Gulzar
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Hamare ghar ki bahu betiyan jab kabhi beizzati ke daldal mein kadam rakhti hai … toh hum unhe haveli ki char deewari mein zinda chunwa dete hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in House, Drama
——-

Marte insaan ki antim ichcha poori karna … is sansar ka sabse bada punya hove hai

by Ashok Saraf
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Main teri maut apni mutthi mein laya hoon

categorised in World & Universe
and also in Death, Action
——-

Paison ke mamle mein main pehdaishi kamina hoon … dosti aur dushmani ka kya, apno ka khoon bhi pani ki tarah baha deta hoon

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Money, Drama
——-

Apne raaste se kaanto ko hata dena aur dushmano ko mita dena … hamare khandan ki parampara hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Family, Enemy
——-

Zindagi mein joh hota hai woh socha nahi hota … aur joh socha jata hai woh kabhi hota nahi … aur joh kabhi nahi hota, woh kabhi kabhi ho jata hai

by Kajol
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Life
——-

Bhudhape mein jism bekaar ho jaate hai … lekin tune toh apni zindagi hi bekaar kar di

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Bhavnao ki chot jab dil par lagti hai … toh nafrat ki jwala badakh uthti hai

by Rakhee Gulzar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hum khandani Thakur hai … hamari ragon mein khoon ke saath saath zid aur ahankaar bhi daudta hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Tere saare khandaan ki maut … mere haath ki lakeeron mein likhi hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Family, Death, Action

In case there are some dialogues missed from the movie Karan Arjun (genre: Action) from 1995, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *