Famous Dialogues from Movie – Jallaad (1995)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Jallaad released in year 1995

Shehar jalta hai toh jalne do, yeh aag humne hi lagai hai … log marte hai toh marne do, yeh apni khudai hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Rowdyism
——-

Sachi baat kehne ke liye himmat ki zaroorat nahi … himmat ki zaroorat hai sachi baat sunne ke liye

categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Courage, Drama
——-

Chota kaam hum karoonga … toh woh kaam bahut bada ho jayega

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Tujhe maaf karne waale ko toh bhagwan bhi maaf nahi karega

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Drama
——-

Aaj ke zamane mein achcha insaan ban jaana bada risk hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Drama
——-

Jiski aaghaaz aag se hoti hai … uski inteha khaak se hoti hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Mera jaam rahe meri shaam rahe … mere pehlu mein meri jaan rahe

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Life, Shayari
——-

Aaisa mat kar havaldaar … mujhko andhar mat kar mere yaar … mera bhai hai bada shakti shali … baja dega woh teri taali … uske baad tera ho jayega mota pet khali

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Police, Poem
——-

Jaldi se isse chhod … varna aa jayega kahani mein ek naya modh … ho jayegi shamshan ki taraf teri daud … hai koi iska tera paas todh?

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Poem

In case there are some dialogues missed from the movie Jallaad (genre: Drama, Action, Family, Comedy) from 1995, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *