Famous Dialogues from Movie – Haqeeqat (1995)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Haqeeqat released in year 1995

Paap ki umar bahut lambi hoti hai … lekin paapi ki umar bahut choti

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Aap itne mohtaj nahi ki aaisi roti na kama sako … joh imaandari ke aate se bani ho aur sachchai ki aanch par pakki ho

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Food & Drinks, Drama
——-

Apni hi karni ka phal hai naiki aur ruswaiyan … aap hi ke sang chalengi aap ki parchaiyan

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Inspiration
——-

Apne gusse ki botal pe shanti ka dhakan lagale … nahi toh kisi phatake ki tarah udh jayega

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Ek aadmi aakha duniya se lad sakta hai … magar ek aurat ka nafrat ke aage haar jaata hai

by Aruna Irani
categorised in World & Universe
and also in Men, Women, Drama
——-

Jab pata na ho ki kahan hai engine … na khareedo aaisi gaadi pyare Indian … issi liye kehta hoon ‘Be Indian, Buy Indian’

by Johnny Lever
categorised in World & Universe
and also in Transportation, Comedy, Patriotism
——-

Mujrim us saanp ki tarah hota hai joh bhook lagne par apne bachche tak nighal leta hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Animals & Birds
——-

Is vardi ke andar barood se bana hua jism hai … agar us jism ne aag pakad li toh woh dhamaka hoga ki … tere jism ke chitre cheetiyan tak nahi dhoond payengi

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Action, Animals & Birds
——-

Chola badal lene se aadmi ka charitra nahi badal jaata

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Drama
——-

Kanoon ki jung jazbaat ke barood se nahi … sabooton ke hathyar se ladi jaati hai

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Law & Order
——-

Paisa woh sabun hai joh badnaami ke har daag ko doh sakta hai

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Money
——-

Is vardi mein bahut garmi hoti hai … is liye samajhdar officer rishvat ke cheeton se isse thanda karte rehte hai … varna yeh pehanne waale ko jala deti hai

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Police, Clothes & Shoes
——-

Jis darakht ki jadh mein saanp ka bil ho … parinde uski shaakon par ghosla nahi banate

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Flowers & Trees
——-

Sher ke kharrate bhaukte hue kutte se zyada khatarnak hote hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds

In case there are some dialogues missed from the movie Haqeeqat (genre: Drama) from 1995, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *