Famous Dialogues from Movie – God and Gun (1995)

Collection of some famous & popular dialogues from movie God and Gun released in year 1995

Humne dekhe hai bahut dushmani karne waale … waqt ki har saans se darne waale … jiska haami hai khuda, kaun usse maar sake … hum nahi bomb aur barood se marne waale

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Poem, Action, Enemy
——-

Rajneeti mein goonge aur behre bankar raho … toh raj karoge

by Sadashiv Amrapurkar
categorised in World & Universe
and also in Politics
——-

Koi kabil ho toh hum shaan-e-watan dete hai … dhoondne waalon ko duniya bhi nayi dete hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Jab vichar ka deep bhuj jaata hai … toh aachar andha ho jaata hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Azaadi ek lamha nahi … ek silsila hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Patriotism
——-

Kaise kaise aaise vaise ho gaye, aaise vaise kaise kaise ho gaye … kal joh the chamche hamare, aaj woh leader ho gaye

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Tum jaise kamine chand logon ko chand mahino ke liye toh bewakoof bana sakte hai … lekin sab logon ko hamesha ke liye nahi

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie God and Gun (genre: ) from 1995, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *