Famous Dialogues from Movie – Aatank Hi Aatank (1995)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Aatank Hi Aatank released in year 1995

Samundar ke kinare rehne waala nadiyon se nahi darte … aur na keechad mein palne waala khoon ke cheeton se bhaagte hai

by Rajinikanth
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Doodh agar sookh bhi jaye toh koi marta hai kya … lekin bade bhai ke khoon ke baad agar chote bhai ka khoon sookh jaye … toh yeh maut se bhi bhattar hai

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Revenge, Death, Food & Drinks
——-

Mitti jab jalti hai toh uska asar sirf fasal par hi nahi … aane waali sari nasal par asar hota hai

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Ladkiyan kapdo ki itni deewani hoti hai ki agar unka bas chale … toh kafan mein bhi chand sitare dhakava le

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Women, Clothes & Shoes
——-

Gore rang pe agar kaala til padh bhi jaye toh usse khurajkar nahi mitaya jaata … balki log uska aur ehsaan mante hai … is liye ki woh buri nazar se bachata bhi hai

by Rajinikanth
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Revolver se zyada khatarnak cheez agar koi hai … toh woh hai tumhari aankhen

by Rajinikanth
categorised in World & Universe
and also in Romance, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Aatank Hi Aatank (genre: Crime, Romance) from 1995, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *