Famous Dialogues from Movie – Zamane Se Kya Darna (1994)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Zamane Se Kya Darna released in year 1994

Train mein safar kiya, plane mein safar kiya, caron mein safar kiya … magar kisi bhi safar ka itna mazaa nahi aaya jitna in baahon ke safar mein aa raha hai

by Raveena Tandon
categorised in World & Universe
and also in Transportation, Romance, Comedy
——-

Main kaam ko puja maanta hoon … aur kaam karne wali jagah ko swarg

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Job & Career, Drama
——-

Zindagi aur maut ka faisla toh uparwaale ki kalam se hua karta hai … aap jaise rayeeso ki bandook se nahi

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Life, Death, Action
——-

Kichad uchhalne par kichad hi milta hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Pyar ka badla pyar aur dosti ka badla dosti … yeh mera usool hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Revenge, Romance, Friendship
——-

Naukar maalik par ehsaan nahi … sirf namak ka farz ada karta hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Buzurgo ka aashirwad hi duniya ki sabse badi daulat hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Drama, World & Universe
——-

Ghoda jitna bhi adyal ho … uspar savari karne ka utna hi mazaa aata hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds
——-

Chaddi mein kar dena, dhoti mein kar dena … magar raaste mein kabhi nahi karna

by Dinesh Hingoo
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Clothes & Shoes
——-

Is dharti par aisa koi ghoda paida nahi hua … jiski savari main nahi kar sakta

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds
——-

Kichad toh kisi bhi sabun se dhul sakta hai … lekin tumhare dimaag mein joh amiri ka kichad bhara hai na … woh kisi sabun se nahi dhul sakta

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Aajkal logon ko aisa accountant chahiye … joh hisaab barabar bhi rakhe aur zaroorat aane par hisaab barabar bhi kar sake

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Business
——-

Joh insaan wafaadar aur gaddar mein fark nahi samajh sakta … woh maalik hone ke layak nahi ho sakta

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Bhairav Singh jahan jata hai … tabaahi ka toofan aata hai

by Gulshan Grover
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Roohein toh kamzarf aur buzdil insaanon ki kaapti hai

by Alok Nath
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Zamane Se Kya Darna (genre: Family) from 1994, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *