Famous Dialogues from Movie – Vijaypath (1994)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Vijaypath released in year 1994

Joh shikaar khud chalkar sher ki gaar mein aata hai … woh achchi tarah janta hai ki sher ke daant kaise todhe jaate hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Action
——-

Tera kehar toh zehar bankar meri ragon mein daud raha hai … jis din yeh lava phatega … tera naam-o-nishaan tak mitta dega

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Itne tukde kar doonga … ke usse doobara janam dene ke liye ek baar bhagwan bhi sooch mein padh jaye

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Action, Religion & God
——-

Mera rasta kaante ki koshish mat karna haraamzade … varna main tumhari zindagi ki lakeerein kaat doonga

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Main tumhara woh hashar karoonga … ki nazar milane ki toh kya … nazar churane ke bhi kabil nahi rahoge

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jab main tujhe maaronga … toh teri awaaz ki goonj sare shehar ko sunai degi

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Action, City & Places
——-

Jinhe tum aasoon samajhkar pochna chahti ho … woh aasoon nahi tezaab hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jis shareer mein barso se nafrat aur inteqam ka barood sulagh raha hai … usse choone ki bhi koshish mat karna … cheetre udh jayenge tum sab logon ke

by Suresh Oberoi
categorised in World & Universe
and also in Revenge, Action
——-

Joh ghar se kafan baandkar nikalte hai … woh apna nahi dushman ka naam yaad rakhte hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Enemy, House, Drama
——-

Jinki aankhon mein manzilon ke khwab hote hai … woh shikast aur haar ki baatein nahi kiya karte

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Dreams, Defeat & Failure
——-

Zameen aasman ek karloge tab bhi tumne maut se koi nahi bacha sakta … kyun ki Diwan ke aankh mein jab khoon utarta hai … toh usse sirf khoon dikhai deta hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Action, Death
——-

Yahan koi aa nahi sakta … aur agar aa jaye toh apni marzi se jaa nahi sakta

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Action
——-

Yeh teri khushkismati hai ke mere haath bandhe huye hai … varna inhi haathon se tera kaleja nikalkar tere halak mein thoos deta

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Action, Luck & Destiny
——-

Baar baar vaar karoonga uspar aur har vaar mein usse til til maroonga

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Action

In case there are some dialogues missed from the movie Vijaypath (genre: Romance, Drama) from 1994, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *