Famous Dialogues from Movie – Main Khiladi Tu Anari (1994)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Main Khiladi Tu Anari released in year 1994

Hume sirf ek take milta hai, sirf ek take … aur agar uss ek take mein hamse koi galati ho jati hai … toh maut ke samne zindagi ghutne take deti hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Life, Death, Drama
——-

Pata nahin kis gali kis nukkad kis chaurahe par … kis goli kis chaku par mera naam likha hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Action, City & Places
——-

Film ho ya haqeeqat … jab ladkiyo ko bachana hota hai … toh hero hi aata hai

by Saif Ali Khan
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Pyar ki bhasha toh achche achche patthar dilon ko phigla deti hai

by Saif Ali Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Inspector saab kanoon aur farz ke rakhwaale baad mein banna … pehle dil ke rakhwaale bano

by Saif Ali Khan
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Police, Drama
——-

Sachchai ke aasoon se dil pighla karte hai … tum jaise patthar nahi

by Saif Ali Khan
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Drama
——-

Raat ki samasya … insaan ko raat ko hi suljhani chahiye

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Adult, Comedy
——-

Chaand se maathe par chaandi jaise pasina kyun?

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Tum ek achche khandan ki bigdi hui nasamajh aulad ho

by Mukesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Family, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Main Khiladi Tu Anari (genre: Action, Comedy) from 1994, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *